Make A Powerful Amplifier Using la4425//Best 12v Audio Amplifier For Beginner


Hello Guys Ye Post Audio Amplifier Par Hai,
Ye Amplifier Bahut Kam Components Main Ban Jata Hai,
Aur Is Amplifier Ki Awaz Bahut Clear Hai, Aur Loud Bhi Hai,

Amplifier Output
Is Amplifier Se Aap 8inch Ke Amplifier Chala Sakte Hai,
Aur Iska Power Output 5Watt Hai,
Aap Isse 5W - 20W Watt Tak Ka Load De Sakte Ho,

Input Voltage
Is Ic Ko Aap 12V 2 Amp Se Chalti Hai

Aap Is Amplifier Me 1 Amp Se 2 Amp De Sakte Ho
2Amp Main Ye Proper Chal Jaega Aur Clear And Loud Sound Dega Aur Ye Bahut Kam Heat Hota Hai,
Aap Ko Isme Heat Sink Connect Kar Dena Hai,


Is Circuit Ko Banane Ke Liye Bahut Kam Components Chahiye Jo Ki Aap Ko Easily Mil Jaenge,
Aap Ko Yah Amplifier Banane Ke 4 Components Chahiye,

Components 
> 1.La4225 Ic 
> 2.1000uf Capacitor
> 3.104j-k Pf
> 4.0.1uf Capacitor

Aap Ko 2 Capacitor Chahiye 0.1uf Ka Agar Aap Ke Pass 0.1uf Ka Capacitor Nahi Hai To Aap Iski Jagah 2.2uf Ka Capacitor Use Kar Sakte Aur Aap Eske Upar Neeche Ka Bhi Le Sakte Hai Aap Ko Jada Uf Ka Capacitor Nahi Lena Hai
Agar Aap Jada Uf Ka Capacitor Lete Ho To Aap Ke Sound Par Effect Padega

Aur Aap Ko 1 Pf Lena Hai Jo Ki 104j Ka Hai Agar Aap Ke Pass 104k Ka Hai To Aap Uska Bhi Use Kar Sakte Hai,
La4225ic audio amplifier 104nf CapacitorAgar Aap Ke Pass Ye Dono Pf Nahi Hai To Aap In Done Ki Jagah Ye Pf Use Kar Sakte Ho Ye Bhi Propar Work Karega Ye 100nf Ka Pf Capacitor Hai,



Post a Comment (0)
Previous Post Next Post