How To Flash Nodemcu With Android Phone

Hello Guys Aaj Ki Post Me Ham Janege Ki Nodemcu Ko Android Phone Se Kaise Flash Kar Sakte Hai, 

Agar Aap Ke Pass Laptop Ya Pc Nahi Hai, Sirf Aap Ke Pass Sirf Android Mobile Hai, To Ye Post Aap Ke Liye Hai, 

Aaj Me Aap Ko Bataunga Ek Android Application Ke Bare Mein Jis Se Aap Apne Nodemcu Ko Flash Kar Sakte Hai, 

Chaliye Jan Lete Hai Us Application Ke Bare Me Use Application Ka Name hai, Esp8266 Loader Is App Ko Aap Google Play Store Se Download Kar Sakte Hai,

Google Play Store Par Aap Ko Search Karna Hai Esp8266 Loader 
How To Flash Nodemcu Android app

Aap Top Par Aap Mil Jayga Aap ko Us App Ko Install Kar Lena Hai,

Ab Aap Ko App Ko Opne Kar Lena Hai, Fir Aap Ko Slide Karte Aana,
Fir Aap Ko GET STARTED Par Click Karna hai,

Aap Ko Is Tarah Ka Interface Dekhno Ko Milega,

Fir Aap Ko 3 Dots Par Click Karna hai,

Fir Aap Ko Setting Par Click Karna hai,

Aur Aap Ko Yaha Par Apne Wifi Ki Details Bharni Hai,

Set SSID Me Wifi Ka Name Dalna Hai,






Aur Set Password Me Wifi Ka Password Dalna hai,






Agar Aap Ke Pass Koi Wifi Connection Nahi Hai To Aap Mobile Ka Hotspot Ka Bhi Use Kar Karte Hai,

Next Post Me Ham Kuchh Projects Banayge


Post a Comment (0)
Previous Post Next Post