Powerful 30watt Tda2030 Amplifier Circuit / Oragnel Diagram
Hello Guys Aaj Ki Post Main Ham Powerful Audio Amplifier Banayge
Tda2030 IC Ka Use Karege Ye Amplifier Bahut Achha Doing Aata Hai
Is Main Aap Ko Class Ab Ka Sound Milega
Or Is Main Bahut Kam Components Use Kiye Hai,
Or Sound Quality Bahut Hi Achha Hai,
Or Ye Diagram Oragnel Hai Jo Ki Bahut She Company Use Karti Hai,
Ager Aap Ek Audio Amplifier Banane Ki Soch Rahe Ho Or Aap Ka Buzat Kam Hai 200 Se 250 Tak Ka To Ye Amplifier IC Bahut Achha Rahega,
Or Is Ka Sound Quality Bahut Achha Hai,
Is Se Aap 30Watt Ka Speaker Chala Sakte Hai,
4Ohm Ka Speaker Use Kar Sakte Ho
Ager Aap Tda2040 Use Karte Ho To Aap Use Bhi Le Sakte Ho Aur Tda2050 Bhi Le Sakte Ho,
Output Watt
- Tda2030 Main 30Watt Ka Output Mil Jata hai,
- Tda2040 Main 40Watt Ka Output Mil Jata hai,
- Tda2030 Main 50Watt Ka Output Mil Jata hai,
Input Voltage
- Tda2030 Main Aap Ko 12v 0 12v 2A Se 3A
- Tda2040 Main Aap Ko 12v 0 12v 3A Se 4A
- Tda2040 Main Aap Ko 12v 0 12v 34 Se 5A
Circuit Diagram
Tda2030 Powerful Amplifier |
Components List
(Pf)
104j
(Resistor)
- 10k.......
- 22k 2x........
(Capacitor)
- 0.1uf.......
- 22uf..........
- 22uf............
(Integrated Circuit)
- Tda2030.......
Hello sir Aapne Jo how to flash nodemcu with androAn phone sir usmain sirf 4 channel Kam Kar Raha sir kya aap 8 channel wala software kaunsa hai usko bata sakte Hain kya plz sir bahut miharbani hogi thanks you sir
ReplyDelete