Make a 10w2x Audio Amplifier Using Tda2822ic
Hello Guys Aaj Ki Post Main Ham Amplifier Banayge Is Amplifier Se Aap 10w Ke 2x Speaker Chal Jayge Ye Amplifier Ko Aap Ghar Pe Bana Sakte Ho is Ko Banane Ke Liye Aap Ko Kuchh Components Chahiye,
Component Aap Online Buy Kar Sakte Ho Agar Offline Mil Jaye To Achhi Baat Hai,
Components ki List Mene Neeche Di Hai Aur Is Ka Circuit Diagram Bhi Neeche Diya hai,Aap Is Ko Dekh Ke Circuit Bana Sakte Ho,
Make a 10w2x Audio Amplifier Using Tda2822ic
Guys Is Circuit Ko 12v 500mah ki Power Supply Deni Hai Aap 12 Ka Transformer Bhi Use Kar Sakte Hai,
To Chahiye Jaan Lete Hai Ki Es Amplifier Circuit Ko Banane Ke Liye Aap Ko Kin Kin Components Ki Jarurat Padegi
To Chahiye Jaan Lete Hai Ki Es Amplifier Circuit Ko Banane Ke Liye Aap Ko Kin Kin Components Ki Jarurat Padegi
Components List
- 1.Sabse Pahle Aak Ko Tda2822 Amplifier IC Leni Hai,
- 2.Fir Aap Ko 220uf Ke 2x Capacitor Lene Hai,
- 3.Fir Aap Ko 100uf Ke 2x Capacitor Lene Hai,
- 4.Fir Aap Ko 2.2ohms Ke 2x Capacitor Lene Hai,
- 5.Fir Aap Ko 22k Ke 2x Resistor Lene Hai,
- 6.Fir Aap Ko 104pf 2x Lene Hai,
- 7.Fir Aap Ko 332pf 2x Lene Hai