How To Make VU Meter Using Arduino

How To Make VU Meter Using Arduino

Hello Guys Aaj Ki Is Post Main Ham Aapko Ek Vu Banana Sikhaunge Isme Ho Ga Ye Ki Jab Bhi Aap Koi Bhi Music Ya Song Play Karoge To Use Song Ya Music Ke Volume Ke According Vu Metre Ki Light Up And Down Hogi Isko Aap Home Theatre Diya Kisi Bhi Amplifier Ke Sath Connect Kar Sakte Hai Is Connect Know Aap Circuit Ko Modified Kar Sakte Hain Iske Liye Aap Ko Kuch Component Ki Avashyakta Hogi,


How To Make VU Meter Using Arduino
How To Make VU Meter Using Arduino

To Guys Neeche Diye Gaye Kuchh hi Component Ki madad se Aap Ye VU Meter Bana Sakte Ho

Components List

  • 1.Arduino Board
  • 2.10 Led


Ab aapko iss main sabse pahle 10 LED ka negative Ek sath common Bana lena hai,
Ab is common wire ko aapko Arduino board Ke GND Me connect kar dena hai,
Ab App Ko led ka positive pins Arduino ke digital pin mei current karna hai jo is prakar Hain

(D2 Ko Led 1 Se)
(D3 Ko Led 2 Se)
(D4 Ko Led 3 Se)
(D5 Ko Led 4 Se)
(D6 Ko Led 5 Se)
(D7 Ko Led 6 Se)
(D8 Ko Led 7 Se)
(D9 Ko Led 8 Se)
(D10 Ko Led 9 Se)
(D11 Ko Led 10 Se)
Connect Kar Dena hai

Ab Guys Apko Aux Ka Gnd Pin Arduino Ki Gnd Mein Connect Karna Hai Aur Aux Left Wire Ko Arduino Ke Analogue pin A0 Mein Connect Karna Hai 
Code

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post